Recently Featured | Most Discussed | Most Recent | Most Responded | Most Viewed | Top Favorites | Top Rated | TV Serials | Trailers | Recently Watched
Azadai alert (Alam, music)
This ad will close in 15 seconds
Rate:

10 ratings
Views:
7,548
From : smma59
Added: Sep 4, 2006
6)Azadai alert (Alam, music) 02:36 a) sawaal..jo Alam pae paisa kharch hota hai usae israaf keh saktae hain.. jawaab...nahin keh saktae..jo paisa ham alam pae kharch kertae hain yeh azadari ka ek kaam hai aur azadari yanee deen ki khidmat hai. Alam pae niyaz pae paisa kharch kerna bahut achcha hai yeh toh deen ki taqweeyat hai. b)kya zanjeer zani, qama zani jaez hai? jawaab.. yeh sawaal aap logoon sae mat kijeeyae jab marja e taqleed ne khud jawaab diya hai..sarae marja e taqled jo najaf e ashraf main hain , us sabsae swaal kiya geya aur ek kitaab likhi gayee hai jis main 100 Aaalim ka fatwa hai ki azadari ka her kaam jaez hai. c) kya imam (a.s) hakim ke kehne pae eid ul fiter mana ya kertae thae..? jawab.. imam (a.s) haq ko batil nahin ker saktae. haq ..haq hai.. mager riwaet hain hai ki imam jafer e sadiq (a.s) kae zamane main hakim zalim jiska naam masoor tha usne hukm diya ki aaj eid hai aur dhamki dee usko qatel kiya jaega jo eid nahin manaega toh imam (a.s) nae logoon ko taqaiya ka sabaq seekhaya. isliya haq.... haq hai..batil...batil hai..taqaiya ki baat alag hai. d) kya music kae saath nauha padha ja sakta hai? jawaab.. Haram music kae saath quran ki ayat padhna bhee haram hai... nauha bhee haram hai.. music toh haram hai.yeh ek gunaah hai.
Category : News

Related Videos

Video Categories:
Also Try: